Sunday, June 12, 2011

ye shikaayat to uss.. khuDa se hi.. karunGa. ..






wo bani .. na ho mere liye.. ,
par diL to aaj bhi.. uske liye hi dhadakTa hai...

kyon na miLi wo mujhe ?
ye shikaayat to uss.. khuDa se hi.. karunGa. .. ! - Azhar

Loneliness breaks me .... to pieces









yoon.. to aksar.. tanhaai chahtaa hoon..
aur jab , Tanhaa hota hoon..

~ ' Bikhar.. ' jaata hoon. ~ Azhar

Tuesday, June 7, 2011

Abba




...chaLna.. bhi.. sikhaaYa..
---jeenaa bhi sikhayaa..
.. Jab jab aayi , mujh par.. mushkiL..
--- mujhe.. Ladnaa bhi sikhaaYa.
--ManziLain.. dhundnaa sikhaaya..
paane manziL... Mehnat ,
karna bhi sikhaaya..

-- jab jab thakaa.. maY,
jab jab ruke kadam... .
Aapne.. apne kandhOn.. pe utHaaYa..

.. khud.. to zindaGi ki dhooP sehte rahe..
--- mujhe apni chhaav me, chhipaaya.

...jab jab thaa.. MaY.. sehmaa..
.. pyaaR se gaLe Lagaaya.

..jab jab ki khataa .. maine..
,. maar- maar k , zindaGi ka sabak bhi sikhaaya.

...GaLtiyaaan kartaa tha..maY. !!
to kabhi hass.. kar..
kabhi guss_se se..
kabhi daant kar.. to kabhi maar kar... SikhaaYa.

--jab jab roya.. maY , aapki aankhon ko namm paaya.
jab andhere ki taraf badaa.. maY,
Aap ne thaama mujhe... sahi raaH dikhaayi..
.. ujaaLe me rehna sikhaaya.

mushkiLon se darta thaa.. to mushkilon ko daraaana sikhLaayaa..
Ghum me bhii muskuraana sikhLaaYaa.

Sahi gaLat kya hai... aapne sikhaaya..
Sar uthaa k jinaa sikhaaya..

Rishton ko nibahaana sikhaayaa..
Garibon ki maDad karna sikhaaya...

Haan.... musaLmaan hoon maY. .. !!
IsLam .. mera mazhab hai..
par,--- Aapne ... mujhe Insaan.. banaaya..
jine ka saLikhaa sikhaaya.

Apnon k liye jinaa sikhaayaa.

SapnE dekhnE ki himmaT. dii.. !! Sapnon me yakin rakhna sikhaaYa.

zindagi bhar... sirf sikhaaYaa.. pyaar kiyaa..
har ziDd ko meri.. puraa kiyaa...
khushi di... GaLtiyon pe maaf kiyaaa...
meri khushii mera araaam mera carrier .. meraa future..

Sab kuch to kiyaa.. ABBA aapne. .. !!

may .... kuch naa kar paaYa.
may kuch nhii kar paaya.

U were my strength Abba ji..
Never saw any other who could come closer to your stature...
aapse bahut pyaar krta hoon..
aapke sikhaaye sanskaaron pe chaLtaa aaya hu
I always felt proud to b your son.
I always admired your thoughts and ideas.. not just because i am your son.. but, as an intellect.
May kuch nhi kar paaya Abba ..
May .. koi araam nhi de paaya aapko.
I feel lost. Guilt .. regrets.. unsaid , unshared ..